Bed of Roses [Urdu translation]
Bed of Roses [Urdu translation]
yahaan baithay barbaad aur zakhmi kiya
is puranay piano per
mushkil se kabza kiya
subah ka aaj wakt mujhe nahi pata
kyun ke sharaab ki botal (bottle )
abhi tak mere sar mein darj hai
aur kuch sunehri balon wali mujhe bura khawab de gayi
mujhe lagta hai kay woh abhi tak mere bister mein hai
jaisay mein khawab dekhta hoon filmo kay baare mein
woh mujhse nahi banayege jab mein marjaun ga
majboot ( loha ) mukke ke saath mein jagta hoon
aur french kiss (chum ) subah mein
jab (Jis duran) marching bands ( shaan o shuakat se phirna aur saath mein gana bajana,nachna) lagataar
apni baja rahe hai mere sar mein
jab hum baat kar rahe hai
un sab cheezon kay baarain mein jo mujhe bohat dair se yakeen hai
mohabbat ke baare mein aur eitmaad aur
jo tum mere liye maeine rakhti ho
aur sachai ye hai baby ( pyaar se pukarna )tum sab kuch ho jo mujhe zarurat hai
mein tumhe neechay letana chahta hun gulab ke phoolon ke bister mein
aaj ki raat ke liye mein keelon k bister per so jata hun
mein chahta hun bas itna kareeb aajaun jitna muqadas jin/rooh hai
aur tumhe leta dun gulab ke bister pe
theek hai mein bohat door hoon
kay har kadam jo mein rakhoon woh mere ghar k raaste ki taraf jaye
ek badshaah jo dimes mein hai mein us ko har raat fidiya doon ga
srif dekhna chahta hoon is payphone ( woh telephone jis mein paisa yaa sikka daal kar baat karte hai ) ki badolat
phir bhi mein wakt se bahir chala giya hoon
yaa yeh is zariye se haasil karna mushkil ha jaye ga
yaha tak key chirya taar mein ud rahi hai mujhe tumhari taraf wapis leke ayi hai
mein srif apni aankhen band kar ke sargoshiyon mein masroof hun
baby ( pyaar se pukarna ) andha pyaar sacha hota hai
mein tumko letana chahta hun is gulab ke phoolon ke bister pe
aaj ki raat ke liye mein keelon k bister per so jata hun
mein chahta hun bas itna kareeb aajaun jitna muqadas jin/rooh hai
aur tumhe leta dun gulab ke bister pe
waisey yeh hotel bar mein sharaab ka khumar khushak ho gaya hai
mai khanay ka saathi ( bartender ) ki wig ( nakli baal ) teda ( tera , kharab ) ho gya hai
aur woh mujhe aankhen dikha rahi hai
waisey meine shayed haan kaha hoga
lekin mein itni zor se hasa ( itni zor se hassi aayi ) ke mujhe laga ke mein mar gaya
oo haaan
ab jaisa kay tum apni aankhen band karo
mein ab tumhare baare mein soch raha hoon
jab meri ghar wali mujhe bulati hai
taake uske samne roshni mein ( daaera noor ) dobara khara ho sakoon
aaj ki raat mein akela nahi hon gaa
lekin tumhe pata hai ( tum janti ho ) kay yeh nahi
matlab key mei tanha hoon mera paas sabit karne k liye kuch bhi nahi hai
ye tumhare liye hai key mein mar jaun himayat ( difaah ) ke liye
mein tumko letana chahta hun is gulab ke phoolon ke bister pe
aaj ki raat ke liye mein keelon k bister per so jata hun
mein chahta hun bas itna kareeb aajaun jitna muqadas jin/rooh hai
aur tum lait jao
mein tumko letana chahta hun is gulab ke phoolon ke bister pe
aaj ki raat ke liye mein keelon k bister per so jata hun
mein chahta hun bas itna kareeb aajaun jitna muqadas jin/rooh hai
aur tum lait jaoo nechay in gulab k phoolon ke bister pe
- Artist:Bon Jovi
- Album:Keep the Faith (1992)